Skip to main content

Naat/Gojol/Kalam: Fazilat e Muawiyah ra: with lyrics

 



Ameer Ul Mu'minin Muawiya Muawiya

Sahabi E Rasool Muawiya Muawiya

Kaatib E Wahi Muawiya Muawiya

Muhibbe Ahle Bayt Muawiya Muawiya


Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya


Musallam Saboot Hai Fazilat E Muawiya

Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya

Woh Jis Se Rooth Jayein Toh Rasool Usse Rooth Jayein

Nabi Se Is Tarah Ki Hai Qaraabat E Muawiya


Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya


(short bayan)


Muawiya Ke Pyar Se Hamara Beda Paar Hai

Gunaah Bakhsh Wayegi Safa'at E Muawiya


Muawiya Muawiya......

Musallam Saboot Hain Fazeelat E Muawiya

Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya


Har Ek Adu Pe Laanatein Khuda Ki Aur Rasool Ki

Hain Baa'ise Riza E Rab, Ita'at E Muawiya

Ameer Ul Mu'minin, Sahabi E Rasool

Kaatib E Wahi Muhibbe Ahle Bayt


Nasab Mein Hain Tajalliyaan Qabila E Rasool Ki

Quraisiyat Se Badh Gayi Sharaafat E Muawiya


Muawiya Muawiya......


Ameer Ul Mu'minin Muawiya Muawiya

Sahabi E Rasool Muawiya Muawiya

Kaatib E Wahi Muawiya Muawiya

Muhibbe Ahle Bayt Muawiya Muawiya


Inhein Koi Bura Kahe To Unke Moonh Mein Khaak Waak

Na Soon Sakenge Hum Kabhi Haanatein Muawiya


Muawiya Muawiya Muawiya......


Yazid Ke Fareb Ka Muawiya Se Kya Hisab

Nibha Na Paaya Woh Shaqi, Nayaabatein Muawiya

Ameer Ul Mu'minin, Sahabi E Rasool

Kaatib E Wahi, Muhibbe Ahle Bayt

Musallam Saboot Hain Fazeelat E Muawiya

Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya


Yeh Kohar E Hayaat Hain, Yeh Tosha E Nijaat Hain

Dil E Faridi Ko Mili Muhabbat E Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya

Muawiya Muawiya Muawiya Muawiya


Musallam Saboot Hain Fazeelat E Muawiya

Ayaa Hai Sams Ki Tarah Karamat E Muawiya

Ameer Ul Mu'minin Muawiya Muawiya

Sahabi E Rasool Muawiya Muawiya

Kaatib E Wahi Muawiya Muawiya

Muhibbe Ahle Bayt Muawiya Muawiya

Comments